गुरुवार, 1 नवंबर 2012

karwa choudh


Dhanya He woh devi jo pati sukh hetu vrat paave
Dhanya He woh pati jo devi roop patni paave
Dhanya He woh swaroop jo Manushyata ka deep jalawe..
Bahot Sari Karvachauth ki Shubhkamnaye…

Muje Aapka Kkhas Intezar He Aaj,
Din He Karva Chauth Ka Aaj,
Lambi Ho Umar Aapki Ye Meri Dua He,
Ab Jaldi Se Aana Yaad Rakhna…
Aapke Intezar Me Betha Apka Pyar He.
Muhobbat Hamari Ek Misal He,
Bhagvan Ka Racha Hua Ye Kamal He,



Bhookh Pyas Se Aur Chamke,
Isi Liye Rakha Hamne Ye…
Karva Chauth Ka Vrat He.
Sabhi Vivahit Bhaiyo Ko Ye Suchit Kiya Jata He,
Aajke Din Badi Hi Savdhani Aur Dhiraj Se Pasar kare,
Kyuke Serni Jab Bhukhi HO Tab Jyada Khatarnak Hoti He.
Happy Karva Chauth To You…..


Suraj Ne Puchha He Phoolo Se,
Aaj Tum Itne Khush Kyu Ho,
Phoolo Ne Kaha Muskurate Hua Kaha,
Aaj Pyara Sa Karva Chauth He….



Jan Heet Me Jari Ye Farman He,
Sache Dil Se Ye Hamara Aramaan He,
He Aaj Karva Chauth Jis Par Fida Hamari Jaan He,
Jaan Par Fida He Ham Kyu Ke Usi Ke Liye To Ye Aan Baan He,















कोई टिप्पणी नहीं: