गुरुवार, 4 अक्टूबर 2012

samajh



Ek Shaks Pas Reh Ke
Samjha Nahi Mujhe
Is Baat Ka Malal Hai
Shikwa Nahi Mujhe
♥
Main Us Ko Bewafai Ka
Ilzam Kaisay Dou
Us Ne To Ibteda Se Hi
Chaha Nahi Mujhe
♥
Pathar Samajh Kar Paon
Se Thokr Laga Dia
Afsos Teri Aankh Ne
Parkha Nahi Mujhe
♥
Kya Umedein Baandh Kar
Aaya Tha Samnay
Us Ne To Aankh Bahr Ke
Dekha Nahi Mujhe?!!!
♥
Is Baat Ka Malal Hai
Shikwa Nahi Mujhe
♥
Main Us Ko Bewafai Ka
Ilzam Kaisay Dou
Us Ne To Ibteda Se Hi
Chaha Nahi Mujhe
♥
Pathar Samajh Kar Paon
Se Thokr Laga Dia
Afsos Teri Aankh Ne
Parkha Nahi Mujhe
♥

                                                                                                           http://sohankharola.blogspot.com

कोई टिप्पणी नहीं: